Agar Aap Google Se ya Kisi Search Platform Se treffic Laana Chahte hai to iske liye SEO Kya Hai Iski jaankari hona jaruri hota hai Bina SEO ke Jaankari ke Aap treffic nahi la sakte.
SEO Se Aap Web Page or Jo Post Kiye Gaye Hai Unko yese optimize Kiya Jaata hai ki Search Engine us pagee Ya Post Ko Samaj Paaye Or Search Engine Se Jaada Se Jaada trafic Web Page Par laya Jaa Sake.
SEO ( full form ) Pura naam kya Hai ?
SEO ka ( Full Form ) Pura naam Hai search engine optimization. ham search engine optimization ko Do Alag Alag phago Me rakhte hai .
Ek to Search Engine or Dusra optimization.
1. search engine
search engine Ek Tool hai jo Ki internet par World Wide Web Par rakhi huyi Sabhi Jaankari ko nikal ke Aapki Sahayta karta hai. jaise EXM: Google
2. Optimization
Optimization Ka hindi Matlab hai Anukulan matlab kisi Chij ko Kisi Chij Ke hisaab Se Anukul karna |
Matlab Aap Apne Website ya Webpage ko search engine ke Hisaab Se Anukul yaani Optimize Karte Hai| Isi ko search engine optimization kahete hai .
Aapko Sabhi tarah ki SEO Jaankari Chahiye to Aap Wikipedia Me Dekh Sakte hai.
Recent Posts
SEO ko ham Kaise Kare ?
SEO ke baare me jaanne ke baadh yah jaanna jaruri hai ki SEO kiya kaise jaata hai | SEO ko 4 Bhaago Me Kiya Jaata Hai jo hai.
1. SEO basics
2. Techinical SEO
3. On Page SEO
4. Off Page SEO
Ab In Sabke baare Me Jaante hai SEO Kaise Work Karta hai Or ye 4 Sep part kaise kaam karte hai.
1 Part. SEO Basics
SEO basics Karna Bahut Jaruri hai Jaise Ki SEO Ke tools hai Jo Website ko rank karane Me madat karti hai Jaise
1. Google Search Console Setup Kare
2. Googe Analytics Setup kare
3. Bing Webmaster Tool Setup Kare
4. SEO Plugin Setup kare.
2 Part. Techinical SEO
Techinical SEO karna bahut Jaruri kaam hai SEO ka isme Website ko Or Page ko Techinical Toor par optimize kiya Jaata hai. Jaise ki Crawlability, Robots.txt File, Meta Robots, Security, Sitemap Etc..
3 Part. On Page SEO
on page SEO me ham kisi bhi Page ko or uske Content ko Optimize karte hai. jaise ki Text, Images, link, Page Speed etc..
4 Part. Off Page SEO
Off Page SEO me targeted web page par kisi bhi tarah ki chije nahi ki jaati hai.