- 1 Ye Janna Aapke Liye Jaruri hai .
- 2 Best Company top 5 Laptop In India Price
- 3 Hp Laptop Price in india :
- 4 About HP Laptop
- 5 2. HP Laptop 2021 Best price Core i3 Laptop, 8 GB RAM, 256GB SSD, 14-inch (35.56 cms) FHD Screen
- 6 HP I3 Core Price in India ?
- 7 About Laptop
- 8 3.ASUS Celeron Dual Core – (4 GB/1 TB HDD/Windows 10 Home) Best in India Price
- 9 Asus Laptop best Price in India
- 10 4.HP 15 (2021) 3-3250 Laptop, 8 GB RAM, 1TB HDD, 39.62 cms (15.6″) FHD Screen
- 11 2021 HP Best i3 Core laptop Price in india
- 12 2021 HP laptop info
- 13 5. Dell Vostro 3401 14″ (35.56 cms) FHD AG Display Laptop (i3-1005G1 / 4GB / 1TB+256 SSD / Integrated Graphics
- 14 Dell Laptop Price in india
- 15 Dell Laptop i3 core Info
- 16 Question And Ans About Laptop
- 17 Qus : Wihich Is The Best Brand For Laptop in India ?
- 18 Qus : Which Is The Best Brand For Laptop in India ?
Ye Janna Aapke Liye Jaruri hai .
Hello Dost , Kya Aapko Pata hai ? Ek Acha Laptop Karidne Ke Liye Log Sab Kuch Search Karte hai Or Har tarah ki Jaankari nikalte Hai lekin Fir Bhi Ek Acha leptop Nahi le paate Kyuki aaj Ki Date me har koi paiso ke piche baag raha hai.
yaha tak ki paisa kamane ke liye logo ko galat jaankariya bhi de raha hai Exmp: ( Iss Leptop Me Sab Kuch hai XYZ or iska price Rs40,000 hai) Dosto aaj ki date me bahut kam paiso se aap ek Best Leptop Kharid Sakte hai Wo bhi Company Ka Jo Aaj Ki Date Me Ek Best leptop saler hai.
Ham Jo Btane Wale hai Aapko Wo top 5 best Leptop hai. Jo Aapko Bahut Kam Price me Aasani Se Mil jaynge Dosto Agar Aapko Leptop Lena hai To Ek Baar Ye Jarur Dekhna Fir Aap ye diside karna ki aapko konsa lena hai or kis work ke liye lena hai .
jo bhi apko pasand aaye buy now pe click karke or jaada jaankari le sakte hai ye link aapko Amazon best seller ke account me le jaynga jiski Rating top ki hai.
Agar DSLR Lena ka Socha hai to Ye Jarur read kare Click Here
Best Company top 5 Laptop In India Price
1. Low Price HP Company HD Laptop 15.6-inch, (AMD 3020e/4GB/1TB HDD/Windows 10 Home/1.74 Kg)
Dosto Ye HP Ka HD Laptop Hai Jisme Aapko Windows 10 Install Milega WO bhi original Wala Iska Processor Bhi Kaafi Acha Hai Jo Jaada Heat Nahi Hota .
Or Iski Battry Life Bhi Achi hai Max 6 Hours Tak. HP Laptop with Windows 10 Home + Office 2019 Students Life Time Ke Liye Diya gaya Hai.
Hp Laptop Price in india :
Baat kare Laptop Ke price ki To 27,990 Rs hai. jo ki Kaafi Kam Price hai Or Ye Ek Top Company Ka laptop hai.
Kuch Laptop Ke Baare Me Jaante Hai Ye Jaruri hai Jaanaa .
About HP Laptop
Processor Kitna Hai ? : AMD 3020e (Base Clock Speed 1.2 GHz, Up to 2.6GHz Max Boost Clock, 4 MB L3 cache, 2 cores)
- Operating System konsa hai ? : Windows 10 Home | In the box: Laptop with included battery, charger
- Display Kitna Hai ? : 15.6-Inch HD Display, 220 nits, 45% NTSC
Memory And Storage : 4 GB DDR 4 SDRAM (1 x 4 GB) | 1TB HDD - Graphics : AMD Radeon Graphics
- Camera And Microphone ? : HP True Vision HD camera with integrated dual array digital microphone
- kon kon Se Ports hai ? : 1 Super Speed USB 3.1 Type-C (5Gbps), 2 Super Speed USB Type-A (5Gbps), 1 HDMI 1.4b, 1 RJ-45, 1 SD card reader | Without CD-Drive
- Warranty: This genuine HP laptop comes with 1-year domestic warranty from HP covering manufacturing defects and not covering physical damage.For more details, see the Warranty section below
Ans : Yes. You can upgrade it.
Ans : Student edition of MS office is lifetime free ..
Ans : Yes.
Laptop buy Karne ke Liye ya Or Jaanne Ke Liye Aapko Buy Now pe Click Karna hoga …
2. HP Laptop 2021 Best price Core i3 Laptop, 8 GB RAM, 256GB SSD, 14-inch (35.56 cms) FHD Screen
HP 14S Laptop Jiski Kimat Phele 30,000 Thi Lekin Ye Laptop kaafi bikh Raha hai or iske price bhi ab thora jaada hai. iska Processor 11th gen intel core i3 hai dosto aaj kal latest i3 or i5 processor chal rahe hai jo kaafi fast or best hai.
HP I3 Core Price in India ?
HP Laptop Jiska Price Iss Time 40,990 hai. Aap Abhi Postread Kar rahe Hai to Price Aage Piche Ho Sakta hai Check price . Isme Aapko Windows 10 home milega . 2021 HP i3 laptop market Me Kaafi Bikh raha hai is laptop ke baare me jante hai.
About Laptop
- Processor konsa Hai ? : 11th Gen Intel Core i3-1115G4 (up to 4.1 GHz with Intel Turbo Boost Technology, 6 MB L3 cache, 2 cores)
- Memory Kitna Hoga ? : 8 GB DDR4-2666 SDRAM (2 x 4 GB), Upgradable upto 16GB (2x8GB)
- Storage Kitna hai ? : 256GB PCIe NVMe M.2 SSD
- Display Kitna Hai ? : 14-inch FHD anti-glare micro-edge WLED-backlit, 250 nits, 45% NTSC (1920 x 1080)
- Graphics Konsa hai ? : Intel UHD Graphics
- Operating System & Pre-installed Software Kon kon Se Hai ? : Pre-loaded Windows 10 Home with lifetime validity, Microsoft Office Home & Student 2019
Laptop buy Karne ke Liye ya Or Jaanne Ke Liye Aapko Buy Now pe Click Karna hoga …
3.ASUS Celeron Dual Core – (4 GB/1 TB HDD/Windows 10 Home) Best in India Price
iss number me Asus Ka Laptop Hai Jiska Price Bhi Kam Hai OR Kaafi Acha laptop hai. Asus laptop Me Work Karne Me koi Issue Nahi Aayega.
Dekha Jaaye To Jinlogo ne Bhi Iss laptop ko Buy Kiya hai Sabka Review Acha Aaya hai . Asus Celeron Dual Core Jisme Aapko 4Gb Ram Or 1TB HDD Mil jayega Saath Me Dekha Jaaye To Isme Aapko Window 10 Home Mil Jayega. Asus Laptop 15.6 Inch hai.
Asus Laptop best Price in India
Agar Ham baat Kare Asus Laptop ki Price ki To iska Price 24990 Rs hai . Jo Ki Kaafi Kam hai. Ise Aap Aasani Se buy Kar Sakte hai.
Ans : Yes.
Ans : Yes this brand is new with 1 Years warranty from asus .
Ans : Yes .
Laptop buy Karne ke Liye ya Or Jaanne Ke Liye Aapko Buy Now pe Click Karna hoga …
4.HP 15 (2021) 3-3250 Laptop, 8 GB RAM, 1TB HDD, 39.62 cms (15.6″) FHD Screen
HP laptop 2021 Ka Kaafi Best laptop hai iska review Kaafi Acha Aaya hai Kaafi logo Ko ye laptop Pasand Aaya Hai.Iss laptop me Aapko Windows 10 Or MS Office Saath Me Mil Jayega. HP 15 2021 laptopo Me Aapko Processor Speed 2.6 GHz Mil rahi hai. jo Ki Kaafi Achi baat hai.
Ab Baat Kare Ram ki to Aapko Isme 8 GB Ram or Hard Drive Size 1 TB HDD Mil raha Hai.Battry Backup 7 Hours mil Jayega.
Dost Mera manna hai Aapke Liye ye laptop Kaafi Acha rhega Agar Aapko home or Office Work Ke liye Chahiye To iska price Kaafi Kam hai. Lekin Ye laptop Bahut Jald hi bhik Jaata hai To Check kar lena yaha pe Click Karke .
2021 HP Best i3 Core laptop Price in india
India Me iska price 38990 rs hai jo Jaada Bikhne ke Karan Price Kam Or Jaada ho Raha hai Agar Aapko Buy Karna hai to Jaldi Se karle .
Iske Baare me kuch or Jaante hai.
2021 HP laptop info
- Iska Processor : AMD Ryzen 3 3250U (2.6 GHz base clock, up to 3.5 GHz max boost clock, 4 MB L3 cache, 2 cores
Operating System & Preinstalled - Software : Windows 10 Home | Microsoft Office Home & Student 2019
- Display Kitna hai ? : 15.6-inch FHD (1920 x 1080), IPS, micro-edge, anti-glare, 250 nits, 45% NTSC
- Memory & Storage : 8 GB DDR4-2400 SDRAM (1 x 8 GB), Upgradable to 16 GB | 1TB HDD 5400 RPM
- Design & Battery : Thin and light design | Laptop weight: 1.76 kg | Upto 12 hours of Battery life, 3-cell, 41 Wh Li-ion Fast Charge Battery
- Camera & Microphone : HP True Vision HD camera with integrated dual array digital microphone
Laptop buy Karne ke Liye ya Or Jaanne Ke Liye Aapko Buy Now pe Click Karna hoga …
5. Dell Vostro 3401 14″ (35.56 cms) FHD AG Display Laptop (i3-1005G1 / 4GB / 1TB+256 SSD / Integrated Graphics
Ab Baat Karte Dell Company ke Laptop Ki Dell ka Laptop i3 Jo Latest Chal raha hai Jiska Price Bhi Abhi Kam hai Lekin baaki Jo Btaye Hai Unse Thora Sa Jaada Ho Skta hai
Lekin ye laptop bhi Kisi Se Kam Nahi hai. Iss Dell Laptop Me Aapko Processor i3 or 4 GB Ram Jo DDR4 Hai , 256 SSD Hard Disk Milega. Window 10 Home , Microsoft Office Included Mil Jayega.
Dell Laptop Price in india
Dekha Jaaye Dell Company ke Laptop Ka price High bhi hota hai Or Low bhi lekin Iss baar Best Laptop Dell Ne nikala hai Jiska Price 39,990 Rs hai. Inka Price bhi Kam or Jaada ho Skta hai Check Now
Dell Laptop i3 core Info
- Processor Ke Baare Me : 10th Generation Intel Core i3-1005G1 Processor (4MB Cache, up to 3.4 GHz)
- Memory & Storage Kitna hai ? : 4GB RAM | 256GB M.2 PCIe NVMe Solid State Drive+1TB 5400 rpm 2.5″ SATA Hard Drive
- Display Kitna hoga ? : 14.0-inch FHD (1920 x 1080) Anti-glare LED Backlight Narrow Border WVA Display
- Graphics Konsa hai ? : Intel UHD Graphics with shared graphics memory
- Operating System & Software Konse Milnge ? : Windows 10 Home Single Language | Microsoft Office Home and Student 2019
- I/O ports : Two USB 3.2 Gen-1,One USB 2.0,One RJ45,One SD card slot ,One HDMI 1.4 port
Laptop buy Karne ke Liye ya Or Jaanne Ke Liye Aapko Buy Now pe Click Karna hoga …
Question And Ans About Laptop
Qus : Wihich Is The Best Brand For Laptop in India ?
Ans : Apple Brand Laptop , HP Best Laptop in India , Dell Laptop Brand In India. Or Bhi hai Dosto Lekin Top 3 Brand yahi hai.
Qus : Which Is The Best Brand For Laptop in India ?
Ans: Apple Brand Baaki Laptop Se Mhenga Hota Hai. Jiski Wajah Se normal Log Ise buy Nahi Kar Paate. Lekin HP Company Ka laptop Kaafi bikne Wala Brand hai. Other Me jo Aate hai Wo LG , Dell , Macbook and Etc hai.
Note : Dosto Agar Aapka koi Question ho To jarur Puch lena Jisse Aapki Help ho Sake . Thank you .